• Is desh mein hum kuch bhi kar sakte hai … nakli promoters use kar sakte hai … police ko rishwat de sakte hai … media ko dhamka sakte hai, logon ko khareed sakte hai, kuch bhi kar sakte hai … bas ek rule hai … pakde nahi ja sakte
  • Is duniya mein na zyada tar log apni kismat likhwa kar laate hai … lekin kuch log kismat khud likhte hai
  • Kahani kirdaar se nahi … halaat se pehda hoti hai
  • Zindagi mein do cheez zaroori maani jaati hai … pani aur sona … pani ke bagair aadmi jee nahi sakta … sona na khane ka kaam aata hai, na peene ka, na nahane ka, na dhone ka … lekin phir bhi bhaav sone ka hai, pani ka nahi
  • India ka pehla billionaire main banunga, main … na woh … na koi aur
  • Jab aadmi upar, upar, aur upar jaata hai na … utna hi neeche, neeche, neeche girta hai