- Yeh woh pradesh hai jahan joh metro banata hai woh chunaav haarta hai … aur joh mandir banwata hai wohi jeet’ta hai
- Main shaadi shuda hoon … par kismat ki maari hoon … magar apne baap ki janni nahi joh jhooth bolun … main aaj bhi tumhari hoon
- Joh na karta tumse pyar … usko maaro jootey char
- Rajneeti mein jab apno ka samarthan khone lago … toh padh tyaag dene mein hi bhalai hai
- Main kunwari hoon … tezz kataari hoon … par main tumhari hoon