Singer: Mohammed Rafi

Lyrics: Anand Bakshi

Music: Laxmikant-Pyarelal
Music Label: Saregama India Ltd

Lyrics:

Yeh reshamee zulfen

Yeh sharabati ankhein

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Yeh reshamee zulfen

Yeh sharabati ankhein

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Jo yeh ankhein sharam se jhuk jayengi

Jo yeh ankhein sharam se jhuk jayengi

Saari baatein yahi bas ruk jayengi

Chup rehana yeh afsana 

Koi inko na batlana

Ke inhe dekhkar pee rahe hain sabhi

Inhe dekhkar pee rahe hain sabhi

Yeh reshamee zulfen

Yeh sharabati ankhein

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Zulfen magarur itni ho jayengi

Zulfen magarur itni ho jayengi

Dil ko tadapayengi jee ko tarasayengi

Yeh kar dengi deewana

Koi inko na batlana

Ke inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Saare inki shikayat karte hain

Saare inki shikayat karte hain

Phir bhi inse mohabaat karte hain

Ye kya jaadu hai jaane 

Phire chaak gire woh deewane

Inhe dekhkar see rahe hain sabhi

Inhe dekhkar see rahe hain sabhi

Yeh reshamee zulfen

Yeh sharabati ankhein

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi

Inhe dekhkar jee rahe hain sabhi