Dekho Veer Jawanon Lyrics from Aakraman is Hindi song in the voice of Kishore Kumar. Dekho Veer Jawanon song lyrics are written by Anand Bakshi, its tune is made by Laxmikant Pyarelal.

Dekho Veer Jawanon Lyrics

Meri jaan se pyare
Tujko tera desh pukara ja
Ja bhaiya ja beta ja mere yaara ja

Dekho veer jawanon
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Dekho veer jawanon
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye

Maa na kahe ke mere bete

Wakht gaya to kaam na aaye
Dekho veer jawanon
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Dekho veer jawanon

Hum pehle bharatvaasi
Hum pehle bharatvaasi
Phir Hindu Muslim Sikh Isai
Hum pehle bharatvaasi

Naam judan hai to kya
Bharat maa ke sab bete hain bhai
Abdul uske bacchon ko paale
Jo ghar wapas Ram na aaye

Dekho veer jawanon
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Dekho veer jawanon

Andha beta yuddh pe chala to
Na ja na ja uski maa bholi
Andha beta yuddh pe chala to
Na ja na ja uski maa bholi

Woh bola kam kar sakta hoon
Main bhi dushman ki ek gholi
Zikra shaheedon ka ho to kyun
Unmein mera naam na aaye

Dekho veer jawanon
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Dekho veer jawanon

Accha chalte hain accha chalte hain
Kab aayegenge yeh kehna muskil hoga
Tum kehti ho khat likna
Khat likne se kya haasil hoga
Khat ke sath ranbhoomi se
Vijay ka jo paigaam na aaye

Dekho veer jawanon
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye

Maa na kahe ke mere bete
Wakht gaya to kaam na aaye
Dekho veer jawanon
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Dekho veer jawanon

Dekho Veer Jawanon Song Detail

Song : Dekho Veer Jawanon



Album : Aakraman (1975)

Singer :

Kishore Kumar

Musician :
Laxmikant Pyarelal

Lyricist :
Anand Bakshi