Singer: Amit Gupta, Dhvani Bhanushali

Lyrics: Abhishek Talented

Music: Amol, Abhishek
Music Label: Hitz Music

Lyrics:

Phagun ka mahina aaya

Aur aankhon mein kajra re

Rang chadhi piya ki

Mujhko kaisi yeh ishq dhari

Chhat pe chadke maari tune

Rang bhari pichkaari

Le phans gayi bechari

Tune aankh jo aisi maari

 

Chhat pe chadke maari tune

Rang bhari pichkaari

Le phans gayi bechari

Tune aankh jo aisi maari

Aisa nazara dekh yaara

Hai jag rang mein saara

Udaa gulaal ishq wala

Jo naache Brij mein Radha

Rang chadha hai dekho gaadha

Jo naache Brij mein Radha

Udaa gulaal ishq wala

Jo naache Brij mein Radha

Rang chadha hai dekho gaadha

Jo naache Brij mein Radha

Hai nazar jo yeh takraave

Dil dhak dhak dahak dhak bhaage

Koi aur na manawa laage

Ka kamaal ho gaya

 

Dil tadpat hi reh jaave

Bas teri hi raahein taanke

Aur teri hi dhun mein gaave

Ka kamaal ho gaya

Kaisa awara hai tu

Dil ka kawara

Bhaang chadha ke tune

Rang jo aisa maara

Gali mohalle sab

Hain tujhse sataye

Kaise sudharein

Kya karein ab haye

Ho malmal ki kurti teri

Rang lagi gulaabi

Aankhein yeh teekhi teri

Chaal sharabi

Zid yeh hai thaani

Ki tu hogi hamari

Hamare golu ki

Banegi tu bhabhi

Phagun mahine mein dil haara

Hai haara jag yeh saara

Udaa gulaal ishq wala

Jo naache Brij mein Radha

Rang chadha hai dekho gaadha

Jo naache Brij mein Radha

Udaa gulaal ishq wala

Jo naache Brij mein Radha

Rang chadha hai dekho gaadha

Jo naache Brij mein Radha

Hai nazar jo yeh takraave

Dil dhak dhak dahak dhak bhaage

Koi aur na manawa laage

Ka kamaal ho gaya

Dil tadpat hi reh jaave

Bas teri hi raahein taanke

Aur teri hi dhun mein gaave

Ka kamaal ho gaya

Hai nazar jo yeh takraave

Dil dhak dhak dahak dhak bhaage

Koi aur na manawa laage

Ka kamaal ho gaya

Dil tadpat hi reh jaave

Bas teri hi raahein taanke

Aur teri hi dhun mein gaave

Ka kamaal ho gaya