Kabool humko tere dil ki gulaami hai

Hum kaise doobe na, tu tsunami hai

Tujhse mile kuch saal hi hue par

Mujhe lage mohabbat yeh purani hai

Aise geet likhne ke liye hum mashoor hum

Yeh duniya jaanti teri payal ka kasoor hai

Mahaul yahan sajte, suroor kum

Haan tujhe chahte issi baat ka guroor hai

Inn panno mein bhi likhna kaafi nahi

Yeh geet karte mujhse insaafi nahi

Woh muskaan dil ki tabaahi par

Baarish baadalon ke bina kabhi aati nahi

Kabool humko tere dil ki gulaami hai

Hum kaise doobe na, tu tsunami hai

Tujhse mile kuch saal hi hue par

Mujhe lage mobbabat yeh purani hai

Roobaroo

Tu hona mere roobaroo

Rab dikhe tujhme hoobahoo

Tu hona mere roobaroo

Roobaroo

Tu hona mere roobaroo

Rab dikhe tujhme hoobahoo

Tu hona mere roobaroo

Beintahaan chahte, yahi ilzaam hai

Mere inn hothon pe tera hi naam hai

Tere husn ki karte ibaarat hum

Teri yaadon ki khadi karde imaarat hum

Tu meri ja meri rooh tere paas

Saans meri ruke phir bhi rahun tera kaash

Saamne thi khadi harpal yahin

Jaane kaha karta teri talaash

Door hoke bhi humesha tu paas

Tu mere paas hai

Khamoshi mein bhi tu awaaz

Dil ki awaaz hai

Jahan baahein teri

Wahan hai mera ghar

Ek hi zindagi kiska hume darr

Teri aasuon ka apne hai mana par

Dil toote tera hota mujhe asar

Kabool humko tere dil ki gulaami hai

Hum kaise doobe na, tu tsunami hai

Tujhse mile kuch saal hi hue par

Mujhe lage mohabbat yeh purani hai

Roobaroo

Tu hona mere roobaroo

Rab dikhe tujhme hoobahoo

Tu hona mere roobaroo

Roobaroo

Tu hona mere roobaroo

Rab dikhe tujhme hoobahoo

Tu hona mere roobaroo