Pyaar Se Pyaar Hum Lyrics from Raaz is sung by Abhijeet Bhattacharya. Pyaar Se Pyaar Hum song lyrics are written by Sameer while its music is given by Nadeem Shravan.

Pyaar Se Pyaar Hum Lyrics

Pyaar se pyaar hum ab to karne lage
Aapke pyaar mein jeene marne lage
Iss kadar aapse humko mohabbat huyi
Iss kadar aapse humko mohabbat huyi
Aapki dhadkano mein utarne lage
Pyaar se pyaar hum ab to karne lage

Ab nahi ho raha dil pe kaabu sanam
Aapki chahaton mein hai jaadu sanam

Ab nahi ho raha dil pe kaabu sanam
Aapki chahaton mein hai jaadu sanam

Ab hosh na kuchh bhi raha
Khwaabon mein kho gaye
Zulfon tale hum chain se
Baahon mein so gaye

Aapko dekh ke aahein barne lage
Aapko dekh ke aahein barne lage

Iss kadar aapse humko mohabbat huyi
Iss kadar aapse humko mohabbat huyi
Aapki dhadkano mein utarne lage
Pyaar se pyaar hum ab to karne lage

Ek dooje ko aise tadpa gaye
Dekhte hi dekhte kareeb aa gaye
Ek dooje ko aise tadpa gaye
Dekhte hi dekhte kareeb aa gaye
Chhede zara mehboob ko aawargi kahe
Chahe sada bas aapko deewaangi kahe

Aaj to hadh se aage ghuzarne lage
Aaj to hadh se aage ghuzarne lage
Iss kadar aapse humko mohabbat huyi
Iss kadar aapse humko mohabbat huyi
Aapki dhadkano mein utarne lage
Aapki dhadkano mein utarne lage
Pyaar se pyaar hum ab to karne lage

Pyaar Se Pyaar Hum Song Detail

Song : Pyaar Se Pyaar Hum



Album : Raaz (2002)

Singer :

Abhijeet Bhattacharya

Musician :

Nadeem Shravan

Lyricist :

Sameer