Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke Lyrics from Haathi Mere Saathi is Hindi song sung by Mohammed Rafi and music is given by Laxmikant Pyarelal. Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke song lyrics are written by Anand Bakshi. Haathi Mere Saathi is a 1971 drama, family, musical Hindi movie starring Rajesh Khanna, Tanuja, Madan Puri, Sujit Kumar and K. N. Singh. It is produced by Sandow M. M. A., Chinnappa Thevar and directed by M. A. Thirumugam. Lyrics of Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke song is given below.

Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke Lyrics

Nafrat ki duniya ko chhod ke
Khush rehna mere yaar

Nafrat ki duniya ko chhod ke
Pyar ki duniya mein
Khush rehna mere yaar
Nafrat ki duniya ko chhod ke
Pyar ki duniya mein
Khush rehna mere yaar

Is jhooth ki nagri se
Tod ke naata ja pyare
Amar rahe tera pyaar
Khush rehna mere yaar

Jab jaanwar koyi insaan ko maare
Jab jaanwar koyi insaan ko maare
Kehte hain duniya mein vehshi use saare
Ek jaanwar ki jaan Aaj insano ne li hai
Chup kyun hai sansar
Khush rehna mere yaar

Bas aakhiri sun le yeh mel hai apna
Bas aakhiri sun le yeh mel hai apna
Bas khatm aye saathi yeh khel hai apna
Ab yaad mein teri beet jayenge ro ro ke
Jeevan ke din char

Nafrat ki duniya ko chhod ke
Pyar ki duniya mein
Khush rehna mere yaar
Khush rehna mere yaar
Khush rehna mere yaar
Khush rehna mere yaar

Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke Song Detail

Song: Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke
Album: Haathi Mere Saathi (1971)

Singer:

Mohammed Rafi

Musician:
Laxmikant Pyarelal

Lyricist:
Anand Bakshi

Star Cast: Rajesh Khanna, Tanuja, Madan Puri, Sujit Kumar, K. N. Singh etc.
Director: M. A. Thirumugam