Main Hoon Phool Bano Lyrics from Saudagar is sung by Lata Mangeshkar. Main Hoon Phool Bano song lyrics are written by Ravindra Jain while its music is given by Ravindra Jain.

Main Hoon Phool Bano Lyrics

Champa nahi chameli nahi
Main genda nahi gulaab nahi
Phir bhi jo dekhe woh bole
Tera koyi jawaab nahi

Main ka karun ke
Main hoon phool bano
Ji main hoon phool bano
Main ka karun ke

Main hoon phool bano
Ji main hoon phool bano

Champa nahi chameli nahi
Main genda nahi gulaab nahi
Phir bhi jo dekhe woh bole
Tera koyi jawaab nahi

Main ka karun ke
Main hoon phool bano

Ji main hoon phool bano
Main ka karun ke
Main hoon phool bano
Ji main hoon phool bano

Saara gaanv mera naam
Leke aahein bhare
Jo bhi dekhe meri soorat
Haaye haaye kare

Saara gaanv mera naam
Leke aahein bhare
Jo bhi dekhe meri soorat
Haaye haaye kare
Jo bhi dekhe meri soorat
Haaye haaye kare

Koyal nahi papeeha nahi
Main geeton bhari kitaab nahi
Phir bhi jo dekhe woh
Bole tera koyi jawaab nahi

Main ka karun ke
Main hoon phool bano
Ji main hoon phool bano
Main ka karun ke
Main hoon phool bano
Ji main hoon phool bano

Kyun zamana hai deewana mera
Mujhe kya pata
Main haseen hoon main jawan hoon
Ismein meri kya khata

Kyun zamana hai deewana mera
Mujhe kya pata
Main haseen hoon main jawan hoon
Ismein meri kya khata
Main haseen hoon main jawan hoon
Ismein meri kya khata

Saari umar lage na nazar
Mera aisa to shabaab nahi
Phir bhi jo dekhe woh
Bole tera koyi jawaab nahi

Main ka karun ke
Main hoon phool bano
Ji main hoon phool bano
Main ka karun ke
Main hoon phool bano
Ji main hoon phool bano

Main Hoon Phool Bano Song Detail

Song : Main Hoon Phool Bano



Album : Saudagar (1973)

Singer :

Lata Mangeshkar

Musician :

Ravindra Jain

Lyricist :

Ravindra Jain