Singer: Sid Sriram, 100 RBH

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Music: Ajay-Atul
Music Label: T-Series

Lyrics:

Zamane ki nazar mein

Tu bhale hi bhangar hai

Tere bhi seene mein

Kahin to ek angar hai

Oh jala de haisiyat ki aaj bediyan

Chala de top ki tarah yeh ediyan

Ho

 

Laat maar, laat maar, laat maar

No no no no

Don’t stop, don’t stop, don’t stop

No no no no

Laat maar, laat maar, laat maar

No no no no

Don’t stop, don’t stop, don’t stop

No no no no

Don’t stop

 

Aaya samay abhi karne ka khwab

Poora khenge banke sabki maut

Samjhe jo chhapri badal unki soch

Tu dikha bin chappal ke pairon ka khauf

To aaja ab tak ke kiye hamalya

Woh itihas ko tu badalne ja raha

Ab tak ke jo log dete the galya

Sunna hai teko wohi hathon se talya

Tu samjha kya balya

Itna aasan nahi chadhna woh manzil

Jo tune thaan li

Bhidna usse aire gaire ka kaam nahi

 

Shayad teko tere jigare ki jaan nahi

Mehnat pohchati hai manzil ke station

Kar aisa kuch jisse duniya le lession

Jeene ke liye to janwar bhi jeete

Waqt aaya banne ka lafantar se legend

Lafantar se legend

Aisa kaarnama karde tu jhande gaadh de

Tu gaadh de

Aaye raaste mein tere jo bhi faad de

Tu faad de

Tu gareeb hai to log sochte hain

Teri kya aukat hai

Woh jaante nahi naseeb ne tujhe bhi

De rakhi saugat hai

Hara de, hara de

Jo tujhe kisi mein dum nahi

Kisi mein dum nahi

Bata de tu bhi hai kisi se kam nahi

Laat maar, laat maar, laat maar

No no no no

Don’t stop, don’t stop, don’t stop

No no no no

Laat maar, laat maar, laat maar

No no no no

Don’t stop, don’t stop, don’t stop

No no no no

Don’t stop