Kya Mausam Aaya Hai Lyrics from Anari is sung by Udit Narayan and Sadhana Sargam. Kya Mausam Aaya Hai song lyrics are written by Sameer while its music is given by Anand Milind.

Kya Mausam Aaya Hai Lyrics

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai
Purab se mastani purwai chali
Khushu se mehki hai
Phoolon ki gali

Geet gaaye nadiya
Lehron mein hai sargam
Hai ghata deewani

Boondon mein hai chham chham

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai
Purab se mastani purwai chali
Khushu se mehki hai
Phoolon ki gali

Geet gaaye nadiya
Lehron mein hai sargam

Hai ghata deewani
Boondon mein hai chham chham
Kya mausam aaya hai

Mehlon ki rani dukh se begaani
Lag jaaye na dhoop tujhe
Udd udd jaaun sabko bataun
Dhoop lage hai chhaon mujhe

Mehlon ki rani dukh se begaani
Lag jaaye na dhoop tujhe
Udd udd jaaun sabko bataun
Dhoop lage hai chhaon mujhe

Kaanton se ho jaaye
Paanv na ghayal
Kaanton pe nachungi
Bandh ke main payal

Ghar nahi yeh to
Kutiya hamari hai
Yeh teri kutiya to
Mehlon se pyari hai

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai
Purab se mastani purwai chali
Khushu se mehki hai
Phoolon ki gali

Geet gaaye nadiya
Lehron mein hai sargam
Hai ghata deewani
Boondon mein hai chham chham
Kya mausam aaya hai

Behti pawan ke ujle gagan ke
Jee karta hai sath chalun
Chikni dagar hai girne ka dar hai
Thaam ke tera hath chalun

Behti pawan ke ujle gagan ke
Jee karta hai sath chalun
Chikni dagar hai girne ka dar hai
Thaam ke tera hath chalun

Dharti pe bikhre hain oas ke moti
Yeh teri boli to sur naye piroti
Dard ka wo angan main chhod ke aayi
Kya tujhe jannat ki raunak nahi bhayi

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai
Purab se mastani purwai chali
Khushu se mehki hai
Phoolon ki gali

Geet gaaye nadiya
Lehron mein hai sargam
Hai ghata deewani
Boondon mein hai chham chham

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai

Kya Mausam Aaya Hai Song Detail

Song : Kya Mausam Aaya Hai



Album : Anari (1993)

Singer :

Udit Narayan,

Sadhana Sargam

Musician :

Anand Milind

Lyricist :

Sameer