Karega Zamana Kya Lyrics from Zabardast is sung by Kishore Kumar. Karega Zamana Kya song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri while its music is given by R D Burman.
Karega Zamana Kya Lyrics
Ho Karega zamana kya
Sach ko chhupana kya
Duniya ko aao batla dein
Ho karega zamana kya
Sach ko chhupana kya
Duniya ko aao batla dein
Tum ho mere hum hain tere
Darling hai na bolo hai na
Ho ho ho karega zamana kya
Sach ko chhupana kya
Duniya ko aao batla dein
Karega zamana kya
Sach ko chhupana kya
Duniya ko aao batla dein
Tum ho mere hum hain tere
Darling hai na bolo hai na
Hey mera sab kuchh tere liye
Tera sab kuchh mere liye
Bolo bolo
Mera sab kuchh tere liye
Tera sab kuchh mere liye
Aakhir to hain
Haan aakhir to hain biwi miyan
Darling hai na bolo hai na
Ho ho ho karega zamana kya
Sach ko chhupana kya
Duniya ko aao batla dein
Tum ho mere hum hain tere
Darling hai na bolo hai na
Aaye huye honeymoon pe hain
Hum to yahan May June se hain
Aaye huye honeymoon pe hain
Hum to yahan May June se hain
Aur aaj hi
Haan aur aaj hi hai vaapsi
Darling hai na bolo hai na
Ho ho ho karega zamana kya
Sach ko chhupana kya
Duniya ko aao batla dein
Ho karega zamana kya
Sach ko chhupana kya
Duniya ko aao batla dein
Tum ho mere hum hain tere
Darling hai na bolo hai na
Album : Zabardast (1985)
Singer :
Kishore Kumar,
Asha Bhosle
Musician :
R. D. Burman
Lyricist :
Majrooh Sultanpuri