Jaan Ki Yeh Baazi Lyrics from Aakhri Baazi is Hindi song sung by Amit Kumar and music is given by Anu Malik. Jaan Ki Yeh Baazi song lyrics are written by Indeevar. Aakhri Baazi is a 1989 action, drama, family Hindi movie starring Govinda, Shatrughan Sinha, Moushumi Chatterjee, Mandakini and Sonam. It is produced by Shakti Samanta and directed by Ashim S. Samanta. Lyrics of Jaan Ki Yeh Baazi song is given below.

Jaan Ki Yeh Baazi Lyrics

Jaan ki yeh baazi
Aakhiri baazi khelenge hum
Zinda hua tu phir se hum mein
Mar gaye hum

Duniya se aaj uth jayega
Dushman tera mere dost
Mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam

Jaan ki yeh baazi
Aakhiri baazi khelenge hum
Zinda hua tu phir se hum mein
Mar gaye hum

Duniya se aaj uth jayega
Dushman tera mere dost
Mere dost mere dost

Teri kasam teri kasam
Jaan ki yeh baazi
Aakhiri baazi khelenge hum

Abhi dekhni thi tujhko
Duniya ki har bahaar
Tu chal diya abhi se
Humein karke bekarar

Jab tak na teri maut ka
Badla chukayenge
Dushman to kya hai khud ko
Maaf kar na payenge

Duniya se aaj uth jayega
Dushman tera mere dost
Mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam

Jaan ki yeh baazi
Aakhiri baazi khelenge hum

Dil banke dhadkati hain
Seene mein teri yaad
Har saans ban gayi hai
Teri yaad mein fariyad

Tu chup hua to kya hua
Jawab denge hum
Tere khoon ke har katre ka
Hisaab lenge hum

Duniya se aaj uth jayega
Dushman tera mere dost
Mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam

Jaan ki yeh baazi
Aakhiri baazi khelenge hum
Zinda hua tu phir se hum mein
Mar gaye hum

Duniya se aaj uth jayega
Dushman tera mere dost
Mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki yeh baazi
Aakhiri baazi khelenge hum

Jaan Ki Yeh Baazi Song Detail

Song: Jaan Ki Yeh Baazi
Album: Aakhri Baazi (1989)

Singer:

Amit Kumar

Musician:
Anu Malik

Lyricist:
Indeevar

Star Cast: Govinda, Shatrughan Sinha, Moushumi Chatterjee, Mandakini, Sonam etc.
Director: Ashim S. Samanta