Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Lyrics: Anand Bakshi

Music: R.D. Burman
Music Label: Shemaroo

Lyrics:

Chalo saheli chalo saheli

Chalo re saathi chalo re saathi

Aey pakdo aey pakdo

Pakdo pakdo isse na chhodo

Arra arra arra baiyya na todo

Oye thehar ja bhabhi

Arre ja re sharabi

Kya ho raja

Gali mein aaja

Holi re Holi

Bhang ki goli

 

O nakharewali

Dungi main gaali

Arre raamu ki saali

Holi re Holi

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Gile shikwe bhool ke doston

Dushman bhi gale mil jaate hain

 

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi hai

Gori tere rang jaisa

Thoda sa main rang bana loon

Aa tere gulabi gaalon se

Thoda sa gulal chura loon

Ja re ja deewane tu

Holi ke bahane tu

Ja re ja deewane tu

Holi ke bahane tu

Chhed na mujhe besaram

 

Puchh le zamane se

Aise hi bahane se

Liye aur diye dil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain

Yahi teri marzi hai to

Achha chal tu kush ho le

Paas aake chhuna na mujhe

Chaahe mujhe door se bheego le

Heere ki kani hai tu

Matti se bani hai tu

Heere ki kani hai tu

Matti se bani hai tu

Chhoone se jo toot jaayegi

Kaanton ke chhune se

Phoolon se naazuk

Naazuk badan chhil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain

Gile shikwe bhool ke doston

Dushman bhi gale mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain