Gujar Na Jaye Ye Din Lyrics by Asha Bhosle, Mohammed Rafi featuring Zeenat Aman is a Hindi song. Asha Bhosle, Mohammed Rafi has sung the song “Chura Liya”. Music composed by RD Burman and Gujar Na Jaye Ye Din Lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Gujar Na Jaye Ye Din song details:
Song: | Chura Liya |
Singer: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
Lyrics: | Majrooh Sultanpuri |
Music: | RD Burman |
Cast: | Zeenat Aman |
Label: | Saregama |
Gujar Na Jaye Ye Din Lyrics
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Oh le liya dil, oh haai mera dil
Hai dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Ho sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Hain vafa kya is jahan ko
Ek din dikhla dunga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, hai mera dil
Hai dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Gujar Na Jaye Ye Din Video
‘}function getFeedUrl(e,t,a,s){switch(a){case”recent”:s=”/feeds/posts/default?alt=json&max-results=”+t;break;default:s=”comments”==e?”/feeds/comments/default?alt=json&max-results=”+t:”/feeds/posts/default/-/”+a+”?alt=json&max-results=”+t}return s}function getPostID(e,t,a){return(a=e[t].id.$t)?a.split(“-“).pop():””}function getPostLink(e,t){for(var a=0;a