Description:

Song: Door Ho Gaya

Singer: Akhil Sachdeva

Lyrics: Akhil Sachdeva, Akshay Tripathi

Music: Akhil Sachdeva
Music Label: Clik Records

Lyrics:

Aansuon ka shehar main ban gaya

Maine jabse tujhe hai kho diya

Aankhein teri bhi nam thi huyi

Dard se dil tera bhi ro diya

Na maine toda dil tera

Na hi toone kabhi mera

Rabba tu hi bata

Kyun yeh ho gaya hai

Door ho gaya kyun tu door ho gaya

Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya

Door ho gaya kyun tu door ho gaya

Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya

Door ho gaya kyun tu door ho gaya

Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya

Door ho gaya door ho gaya

Door ho gaya door ho gaya

Kho kar mere haathon se teri lakeerein

Maine khoyi takdeerein

Mera guroor kho gaya

Khoya tere saath jiye jo savere

Teri shaam woh dupeharein

Woh fitoor kho gaya

Na maine chhodi thi khudayi

Kyun yeh mili hai judayi

Aankh bhar aayi sapna choor ho gaya

Saansein thodi si bachi hain

Jinmein tu hi tu basi hai

Tu hi saans lene ki wajah

Na maine toda dil tera

Na hi tune kabhi mera

Rabba tu hi bata

Kyun yeh ho gaya hai

Door ho gaya kyun tu door ho gaya

Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya

Door ho gaya kyun tu door ho gaya

Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya

Door ho gaya kyun tu door ho gaya

Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya

Dil yeh keh raha bechaara

Laut aayega tu yaara

Tab yeh keh dunga khuda se

Sath toote na humara

Kab tak door yoon rahenge

Yun hi yaadon mein jalenge

Aaja thaam le mujhe phir

Mujhko jeena hai dobara

Door ho gaya ho gaya

Door ho gaya hey aye aye

Door ho gaya