Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si Aayi Koi Pari Lyrics from Anari female version is sung by Alka Yagnik. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si Aayi Koi Pari song lyrics are written by Sameer while its music is given by Anand Milind.

Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si Aayi Koi Pari Lyrics

Chhoti si pyari si nanhi si
Aayi koyi pari
Chhoti si pyari si nanhi si
Aayi koyi pari
Bholi si nyaari si acchi si
Aayi koyi pari

Paalne mein aise hi
Jhoolti rahe

Khushiyon ki baahron mein
Jhoomti rahe
Gaate muskurate sangeet ki tarah
Yeh to lage Rama ke geet ki tarah

Chhoti si pyari si nanhi si
Aayi koyi pari
Bholi si nyaari si acchi si
Aayi koyi pari

Paalne mein aise hi
Jhoolti rahe
Khushiyon ki baahron mein
Jhoomti rahe
Gaate muskurate sangeet ki tarah
Yeh to lage Rama ke geet ki tarah

Rara ru ra ra rara ru
Rara ru ra ra rara ru

Sargam jaanu na sur pehchanu na
Jaane kaise fankaar ban gaya
Sabse yaari hai naatedari hai
Jisko chaha woh yaar ban gaya

Mujhko to jo diya rab ne hi diya
Aaya jo dil mein woh maine gaa liya
Aaya jo dil mein woh maine gaa liya
Gaate muskurate sangeet ki tarah
Duniya lage Rama ke geet ki tarah

Rara ru ra ra rara ru
Rara ru ra ra rara ru

Chhoti si pyari si nanhi si
Aayi koyi pari
Bholi si nyaari si acchi si
Aayi koyi pari

Paalne mein aise hi
Jhoolti rahe
Khushiyon ki baahron mein
Jhoomti rahe
Gaate muskurate sangeet ki tarah
Yeh to lage Rama ke geet ki tarah

Rara ru ra ra rara ru
Rara ru ra ra rara ru

Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si Aayi Koi Pari Song Detail

Song : Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si Aayi Koi Pari



Album : Anari (1993)

Singer :

Alka Yagnik

Musician :

Anand Milind

Lyricist :

Sameer