Singer: Nihal Tauro

Lyrics: Himesh Reshammiya

Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Himesh Reshammiya Melodies

Lyrics:

Mera yaar bewafa ho gaya hai

Yahi shikayat karta hai dil

Socha na tha yun juda honge humare raastein

Yun juda hogi humari har manzil

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyar ko sacchi yaari ko

Iss duniya mein tune badnam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyar ko sacchi yaari ko

Iss duniya mein tune badnaam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Tere iss dhokhe se meri

Zindagi saari tabah hai

Kya kahun ab aur main tujhko

Beshram tu behaya hai

 

Toda ek pal mein tune naata

Sharm baaki hai kya tujhme

Mar chuka hai rishta phir bhi

Tu hai humesha zinda mujhme

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyar ko sacchi yaari ko

Iss duniya mein tune badnaam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Kitna pyar diya maine tujhko

Apna sab kuch tujhko maana

Kagaz ke phool mehakte nahi hai

Maine tujhse bas ye jaana

Ab bhi dil mein tu hi tu hai

Ek teri hi aarzu hai

Bhoolke sab kuch tu aaja

Bas teri hi justjoo hai

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyar ko sacchi yaari ko

Iss duniya mein tune badnaam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar