Singer: Bali, Aastha Gill

Lyrics: Bali

Music: Quan
Music Label: Warner Music India

Lyrics:

Mere aahein yeah nigahein

Kabhi dayein kabhi bayien

Dekhe tujhko kare kuch to

Mere pyar ka padh kalma

Balma

Aan aan aan…

Balma

Aan aan aan…

Mera balma

Aan aan aan…

Balma

Aan aan aan…

 

Lagti hai Lady yeah ga ga ga

Ankhiyon se goli thaan thaan thaan

Mera to sahi na iraada tha

Dekhun aur bolun main waah waah waah waah

Naach jaise Nora

Karun main explore tu dora

Bugs main bunny to lola

Dola re dola mann mera dola dola

 

Jhatke mein kar dunga paani paani

Yaad diladunduga naani naani

Naan main kadak tu chicken afgani

Bus kar kya aag lagani

Balma

Aan aan aan…

Balma

Aan aan aan…

Mera balma

Aan aan aan…

Balma

Aan aan aan…

Kardi tune baat aisi, kya

Meethi chaat jaisi, haan

Pade daant aisi

Sochun kate raat kaisi

Haye balkha gayi main

Achha, chal aa gayi main

Bali bole pyar se Aastha sharmagayi main

Main mar jaaungi kuch kar jaaungi

Kyunki pyar bhi zaroori karna na na na

Balma

Aan aan aan…

Balma

Aan aan aan…

Mera balma

Aan aan aan…

Balma

Aan aan aan…

Bharti kara de parchi kata de

Behno ko bol haldi laga de

Chashma le pehn aankhein na maar

Chaske na maar

Dubki laga meri chai mein tu rusk

Ruk chadh gayi nas pe hai nas

Giggle google nahi aise na hass

Main dunga tujhe poore 10 mein se 10

Tere maathe ki latt marwaye

Teri khushboo ki latt lag jaaye

Masti aankhon mein surat hai bholi

Door khadi sharamye aaye haye

Balma

Aan aan aan…

Balma

Aan aan aan…

Mera balma

Aan aan aan…

Oh mera balma

Aan aan aan…

Quan

Aastha Gill

Bali