Aya Sawan Jhoom Ke Lyrics from Aya Sawan Jhoom Ke is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Aya Sawan Jhoom Ke song lyrics are written by Anand Bakshi, its tune is made by Laxmikant Pyarelal.

Aya Sawan Jhoom Ke Lyrics

Badra haaye
Badra chhaye ke jhoole pad gaye haaye
Ke mele lag gaye oye mach gayi dhoom re
Ke aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke

Badra ho
Badra chhaye ke jhoome parvat haaye
Re kajrare badariya ko choom ke

Ke aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke

Kaahe saamne sabke balmawa
Tu chhede jalamwa
Kaahe saamne sabke balmawa
Tu chhede jalamwa
Kaahe phenke nazar ki
Dori tu luk chhup ke gori

Gajra haaye
Gajra haaye re bairi bikhra jaaye re
Mera kajra oye mach gayi dhoom re
Ke aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke

Jaane kisko kiski
Yaad aayi ke chali purvai
Jaane kisko kiski
Yaad aayi ke chali purvai
Jaane kis birhan ka
Man tarsa ke paani barsa

Kangna haaye
Kangna laaye ke ghar laut ke aaye
Re pardesi bideswa se ghoom ke
Ke aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke

Tere sehre ki hai yeh ladiyan
Ke sawan ki jhadiyan
Tere sehre ki hai yeh ladiyan
Ke sawan ki jhadiyan
Yeh hai mast ghataon ki toli
Ke teri hai doli

Dhadka jaaye
Dhadka jaaye re mera manwa haaye
Re sajanwa oye mach gayi dhoom re
Ke aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke

Badra chhaye ke jhoole pad gaye haaye
Ke mele lag gaye oye mach gayi dhoom re
Ke aya sawan ho jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Aya sawan jhoom ke
Aya sawan jhoom ke

Aya Sawan Jhoom Ke Song Detail
Song : Aya Sawan Jhoom Ke
Album : Aya Sawan Jhoom Ke (1969)

Singer :

Lata Mangeshkar,

Mohammed Rafi

Musician :
Laxmikant Pyarelal

Lyricist :
Anand Bakshi