Aasmaan sitaaron se chhalakne laga

Chand saa tu jo mujhme chamakne laga

Aasmaan sitaaron se chhalakne laga

Chand saa tu jo mujhme chamakne laga

Rahoon tere yoon paas main

Banu tera ehsaas main

Yaar jee loon aa teri har saans main

Shaam saa tu dhalta

Tu subah saa hai nikalta

Tere saaye mein chalta

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Hai yehi iraada

Tujhe chaahun khud se zyada

Dil se hai yeh waada

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Seene mein tere pyaar ki

Udti hai patange

Udke yoon hawa mein tera

Main aanchal huaa…

O bheega hoon tere saath main

Baarishon mein teri

Bikhri jo teri zulf toh

Main baadal huaa

Teri kaali aankhein

Mere khwaab ka hai dariya

Main utar ke inmein kho gaya

Hai yehi iraada

Tujhe chaahun khud se zyada

Dil se hai yeh vaada

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Tere hi liye raat bhi

Din bhi main guzaarun

Soye tu tujhe raat bhar main dekha karoon

Mujhme tu kuch iss tarah se

Ho gaya hai shaamil

Tere bin chalun bheed mein

Toh tanha lagun

Aaina ho koyi

Nazar aaye mujhko tu hi

Main bhi tera chehra ho gaya

Hai yehi iraada

Tujhe chaahun khud se zyada

Dil se hai yeh vaada

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere

Main hoon saath tere