Aankhon Mein Tum Lyrics from Half Ticket is Hindi song sung by Geeta Dutt, Kishore Kumar and music is given by Salil Chowdhury. Aankhon Mein Tum song lyrics are written by Shailendra. Half Ticket is a 1962 comedy, musical, romantic Hindi movie starring Madhubala, Kishore Kumar, Pran, Shammi and Helen. It is produced by Bombay Talkies and directed by Kalidas. Lyrics of Aankhon Mein Tum song is given below.

Aankhon Mein Tum Lyrics

Aankhon mein tum
Aankhon mein tum dil mein tum ho
Tumhari marzi maano ke na maano
Arre maano ke na maano
Kab se yeh dil dil tumhara
Yeh raz e dil tum jaano ke na jaano
Arre jaano ke na jaano

Dil ko teri hi aarzu

Dil ko teri hi aarzu
Dil ke sheeshe mein tu hi tu
Teri aarzu dil mein hai tu
Hey teri aarzu dil mein hai tu
Main na raha main tu nahi tu
Ulfat kar gayi mantar chhoo

Aankhon mein tum dil mein tum ho
Tumhari marzi maano ke na maano
Arre maano ke na maano
Kab se yeh dil dil tumhara
Yeh raz e dil tum jaano ke na jaano
Arre jaano ke na jaano

Yoon samajh lo hai tumse pyaar
Yoon samajh lo hai tumse pyaar
Ab to khush ho jaan e bahaar

Tum se hai pyaar jaan e bahaar
Tum se hai pyaar jaan e bahaar
Tum pe yeh dil kar diya nisaar
Milte milte mil gaye paar ho

Aankhon mein tum dil mein tum ho
Tumhari marzi maano ke na maano
Arre maano ke na maano
Kab se yeh dil dil tumhara
Yeh raz e dil tum jaano ke na jaano
Arre jaano ke na jaano

Hum zamane se bekhabar
Hum zamane se bekhabar
Hum kahan dil gaya kidhar
Kise hai khabar dil hai kidhar
Haaye haaye yai yo
Kise hai khabar dil hai kidhar
Ulfat ka lo dekho asar
Hum aangan mein dil chhat par

Aankhon mein tum dil mein tum ho
Tumhari marzi maano ke na maano
Arre maano ke na maano
Arre kab se yeh dil dil tumhara
Yeh raz e dil tum jaano ke na jaano
Arre jaano ke na jaano

Aankhon Mein Tum Song Detail

Song: Aankhon Mein Tum
Album: Half Ticket (1962)

Singer:

Geeta Dutt,

Kishore Kumar

Musician:
Salil Chowdhury

Lyricist:
Shailendra

Star Cast: Madhubala, Kishore Kumar, Pran, Shammi, Helen etc.
Director: Kalidas

More Lyrics From Half Ticket

Aake Seedhi Lagi Dil Pe Jaise Katariya