Aaja O Jaane wafa Lyrics from Shirin Farhad is Hindi song in the voices of Hemant Kumar, Lata Mangeshkar. Aaja O Jaane Wafa song lyrics are written by Tanvir Naqvi, its tune is made by Mohinder Singh Sarna.
Aaja O Jaane wafa Lyrics
Sun le meri sada
Ro ro ke meri mohabbat
Tujhko pukare hai
Aa aaja Aaja o jaane wafa
Sun le meri sada
Ro ro ke meri mohabbat
Tujhko pukare hai aa
Aaja aaja o jaane wafa
Aa na ja na ja oh dilruba
Tu hi bata tere siwa
Duniya mein kaun hai mera
Tu hi bata tere siwa
Duniya mein kaun hai mera
Tujhse sanam hoke juda
Tujhse sanam hoke juda
Jee ke karungi kya
Aa na ja na ja oh dilruba
Aa aaja aaja o jaane wafa
Kisko sunau daastan
Barbaad hai mera jahan
Kisko sunau daastan
Barbaad hai mera jahan
Fariyaad hai aasmaan
Fariyaad hai aasmaan
Duniya badi bewfa
Na ja na ja oh dilruba
Aa aaja aaja o jaane wafa
Jeene se dil ghabra gaye
Ab dum labon par aa gaya
Aye aasmaan bijli gira
Mere gulistaan ko jala
Aye maut aa aye maut aa
Bichhde huye do dil mila
Bichhde huye do dil mila
Album : Shirin Farhad (1956)
Singer :
Hemant Kumar,
Lata Mangeshkar
Musician :
Mohinder Singh Sarna
Lyricist :
Tanvir Naqvi