Description:

Song: Pahli Baarish Pahla Pyaar

Movie: Dilli Kaand

Singer: Javed Ali

Lyrics: Nikhilesh Negi

Music: Shashank Ranjan
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:

Pahli baarish pahla pyaar

Haan suni dil ki jhankar

Mann chali bechani hai

Tujhko jabse dekha yaar

Har ghadi har dopehar ka

Tu nazara har shehar ka

Tu sukun mujhpe sabar ka haan

Dil deewana kehta hai

Dil main tu hi rehta hai

Kaise tujhko pa jaaun

Tera aashiq ban jaaun main

Yeh hawa mausam bhi

Gungunaye bas teri

Tu mere sang aa jaaye

Kya kami phir reh jaaye

Surkhiya teri baaton ki

Hai khumari raaton ki

Gungunati koyal sun

Dhun mere jazbaton ki

Tujhpe ghayal dil bechara

Har subah ka tu ujala

Hai falak ka tu sitara haan

Dil deewana kehta hai

Dil main tu hi rehta hai

Kaise tujhko pa jaaun

Tera aashiq ban jaaun main

Yeh hawa mausam bhi

Gungunaye bas teri

Tu mere sang aa jaaye

Kya kami phir reh jaaye

Har khushi mein

Har gham mein saath ho

Bas tera ho sada

Tu wahan janejaan

Har dua ki mazil tu rasta

Tu mera ban gaya

Ishq ka rehanuma

Yeh mohabaat yeh karari

Tujhse hi ab duniya saari

Teri rang mein khil uthi wadiya

Dil deewana kehta hai

Dil main tu hi rehta hai

Kaise tujhko pa jaaun

Tera aashiq ban jaaun main

Haan yeh zami thamne lagi

Sagar tu pyasa main hua

Aawargi chhane lagi

Bhatka woh manzar mil gaya

Har ghadi dopehar ka

Tu nazara har shehar ka

Tu sukun mujhpe sabar ka haan

Dil deewana kehta hai

Dil main tu hi rehta hai

Kaise tujhko pa jaaun

Tera aashiq ban jaaun main

Yeh hawa mausam bhi

Gungunaye bas teri

Tu mere sang aa jaaye

Kya kami phir reh jaaye