Singer: Yasser Desai

Lyrics: Farhan Memon

Music: Gourov Dasgupta
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:

Yaara mujhe tu aise aa mila

Jaise qaafir ko milta hai khuda

Karun lakh baari tera shukriya

Bin maange tune itna de diya

Mera safina paar laga de

Ya tu mita de 

Ya tu bana de koyi zariya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya

Main bandeya jaaun rangeya

Main bandeya jaaun rangeya

Beparwah ye dil jaaye dariya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya

Koi bandhe mannatein 

Koi maange jannatein  

Main to nacheez teri 

Chaah ka sawali hoon

Likh ke teri chahatein 

Kar de dastakhat tere

Muddato se jo pada 

Koi khat main khali hoon

Chale saari raahein hum sang mein

Tere hi rangune

Rang de kori yeh chadariya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya

Chehron ki bheed mein 

Tu pasand aa gaya

Meri nazar mein teri 

Tasveer rehti hai

Hua main ameer paake 

Teri dil daariyan

Sun yeh mere khwabon ki 

Tabeer kehti hai

Hona kabhi tu mujhse juda na

Chahe khudaya 

Chahe khafa ho saari duniya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya

Main bandeya jaaun rangeya

Main bandeya jaaun rangeya

Beparwah ye dil jaaye dariya

Rang dariya rang dariya

Teri aankhon ka yeh rang dariya

Sufiyana ishq ka rang dariya