Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Lyrics from Aasha is Hindi song in the voices of Narendra Chanchal, Mohammed Rafi. Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye song lyrics are written by Anand Bakshi, its tune is made by Laxmikant Pyarelal.

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Lyrics

Sanchi joto wali mata mata
Teri jai jaikar jai jaikar
Jai jaikar jai jaikar

Tune mujhe bulaya sherawaliye
Main aaya main aaya sherawaliye
Tune mujhe bulaya sherawaliye
Main aaya main aaya sherawaliye

Ho jotan waliye pahaadan waliye

Ho meharan waliye
Tune mujhe bulaya sherawaliye
Main aaya main aaya sherawaliye
Ho tune mujhe bulaya sherawaliye
Main aaya main aaya sherawaliye

Saara jag hai ik bajara
Saara jag hai ik bajara
Sabki mazil tera dwara

Unche parbat lamba rasta
Unche parbat lamba rasta
Par main reh na paaya sherawaliye

Tune mujhe bulaya sherawaliye
Ho main aaya main aaya sherawaliye
Tune mujhe bulaya sherawaliye
Main aaya main aaya sherawaliye

Soone man mein jal gayi baati
Tere path mein mil gaye sathi
Soone man mein jal gayi baati
Tere path mein mil gaye sathi
Munh kholun kya tujhse maangun
Munh kholun kya tujhse maangun
Bin maange sab paaya sherawaliye

Tune mujhe bulaya sherawaliye
Ho main aaya main aaya sherawaliye
Tune mujhe bulaya sherawaliye
Main aaya main aaya sherawaliye

Kaun hai raja kaun bhikhari
Kaun hai raja kaun bhikhari
Ek barabar tere saare pujari
Tune sabko darshan deke
Tune sabko darshan deke
Apne gale lagaya sherawaliye

Tune mujhe bulaya sherawaliye
Ho jotan waliye pahaadan waliye
Ho meharan waliye
Tune mujhe bulaya sherawaliye
Main aaya main aaya sherawaliye

Ho prem se bolo
Jai mata di
Ho saare bolo
Ji mata di
Ho aate bolo
Jai mata di
Ho jaate bolo
Jai mata di
Ho kasht nivare
Jai mata di
Ho paar utare
Jai mata di
Devi maa bholi
Jai mata di
Bhar de jholi
Jai mata di
Ho jode dar par
Jai mata di
Maan deke darshan
Jai mata di
Ho jai mata di
Jai mata di

Sherawali ki jai
Pahaadan wali ki jai
Vaishno rani ki jai
Ambe rani ki jai
Pahaadan wali ki jai

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Song Detail

Song : Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye



Album : Aasha (1980)

Singer :

Narendra Chanchal,

Mohammed Rafi

Musician :
Laxmikant Pyarelal

Lyricist :
Anand Bakshi