Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye Lyrics from Hanste Zakhm is Hindi song in the voice of Lata Mangeshkar. Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye song lyrics are written by Kaifi Azmi, its tune is made by Madan Mohan.
Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye Lyrics
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Muddatein ho gayi muskuraye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Har kadam par udhar mud ke dekha
Har kadam par udhar mud ke dekha
Unki mehfil se hum uth to aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Reh gayi zindagi dard banke
Rah gayi zindagi dard banke
Dard dil mein chhupaye chhupaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Dil ki naazuk ragein toot’ti hain
Dil ki naazuk ragein toot’ti hain
Yaad itna bhi koyi na aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Muddatein ho gayi muskuraye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Album : Hanste Zakhm (1973)
Singer :
Lata Mangeshkar
Musician :
Madan Mohan
Lyricist :
Kaifi Azmi