Pankh Hote To Ud Aati Re Lyrics from Sehra is sung by Lata Mangeshkar. Pankh Hote To Ud Aati Re song lyrics are written by Hasrat Jaipuri while its music is given by Ramlal.

Pankh Hote To Ud Aati Re Lyrics

Pankh hote to ud aati re
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Pankh hote to ud aati re
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Yaadon mein khoyi pahunchi gagan mein
Panchhi banke sacchi lagan mein

Ho yaadon mein khoyi pahunchi gagan mein
Panchhi banke sacchi lagan mein

Door se dekha mausam hansi tha
Door se dekha mausam hansi tha
Aanewale tu hi nahi tha
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Pankh hote to ud aati re

Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Kirnein banke baahein phailayi
Aas ke baadal pe jaake lehrayi
Ho kirnein banke baahein phailayi
Aas ke baadal pe jaake lehrayi

Jhool chuki main vaade ka jhoola
Jhool chuki main vaade ka jhoola
Tu to apna vaada hi bhoola
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Pankh hote to ud aati re
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Pankh hote to ud aati re
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Pankh hote to ud aati re
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Pankh hote to ud aati re

Pankh hote to ud aati re
Rasiya ho zaalima
Tujhe dil ka daag dikhlati re

Pankh Hote To Ud Aati Re Song Detail

Song : Pankh Hote To Ud Aati Re



Album : Sehra (1963)

Singer :

Lata Mangeshkar

Musician :

Ramlal

Lyricist :

Hasrat Jaipuri