- Kisi ko bewafa kehna bahut aasaan hota hai … par usse samajhna utna hi mushkil hota hai
- Bada makaan, badi dukaan, aur badi car se zyada zaroori hota hai … badi soch ka hona
- Dimaag ka khula rakhna utna hi zaroori hai jitna ki tijori ka band rehna
- Pyar khwaabon tak pahunchne ka sahara ho sakta hai … magar iraada nahi
- Marz ke bina dawai aur zaroorat ke bina pyar … kisi ke liye bhi ghatak ho sakta hai